tujse ishq keru ya zamen ko dekhu
yehi soch soch ke dil gabraye hai
der hai mera aisa sochne se kahin
tu mujse door na ho jaye hai
fir bhi muje tumse hi mohbbat hai
dil main kai arman jagaye hai
tumse mile ke bad maine jana
ishq e saroor ankhon pe chhaye hai
teri mohbbat ne ker diya hai majboor
tere bina ab nahin reha jaye hai
kehti hai jisko mohbbat ye duniya
jadoo chalta hai jab ishq chhaye hai
sakoon milta hai teri bahon main ake
anmaica ka dil apke kadmo mai aye hai
Tuesday, March 11, 2008
jab se ishq hua hai duniyan sajne lagi
jab se ishq hua hai duniyan sajne lagi
jane main ake onki bahon main sharmane lagi
chahra haya se lal hua jata hai ji aise
jaise surami sham ke rang mai uterne lagi
aaj kya ho gaya hai pahle to kabhi aisa na hua
ake mai tumare najdeek mai pighalne lagi
tum humsfar mile ho muje is hyaat main
jaise chandni meri raat sajne lagi
dil keh reha hai aaj dil ko tabha kerne do
tere agosh main ake mai sawerene lagi
madhosh ho chuki hoon mai apke mohbbat se
hosh main apne apko kisi tarha se mai lane lagi
takra gaya hai mere dil se mohbbat ek chaman
apne dil ka phool main payar se khilane lagi
hain aisi kali gulshan main sath apne bahar lai ho
tuamri mohbbat ki mahak se anamica mahkane lagi

Subscribe to:
Comments (Atom)